Delete Confirmation

May 19, 2013 - 07:43 AM
aisha imran
- aisha@gmail.com

Tum meri aankhon ke taywar na bhola pao gaye,

un kahi baaton ko samjo gaye to yaad aaon ga,

sard raaton ke mahktay howe sanato mein,

jab kisi phool ko chumo gaye to yaad aaon ga,

hadsay ayain gaye jewan mein to tum ho ke nidhal,

kisi dewar ko thamo gaye to yaad aaon ga,

shaal phnaye ga ab kon decamber mein tumhe,

barshon mein kabhi beegho gaye to yaad aaon ga.

IP : 182.182.87.138
Admin password :

» Delete all records that using this IP : 182.182.87.138