May 18, 2013 - 06:45 AM saira asif - saira@yahoo.com “Dil ki Batain , bata deti hain , Aankhen , Dharkanon ko Jaga deti hain, Aankhen , Dil pe chalta nahi Jadoo, Cheroon ka kabhi , Dil ko tu , Deewana bana deti hain ,Aankhen, Woh hum se baat nahi karte , tu na kare , Haal sara unke dil ka , Suna deti hain Aankhen, Gham sada rehta nahi , Aadmi ke saath, Ashk bana kar , Chalka deti hain Aankhen, Aata hai jab dor - e - Jawani , tu ae Dosto, Sunder Sapne Zehan mein ,Basa deti hain Aankhen, Ma na ke Neend aati hai , Aankhon hi ke raste , Magar kabhi kabar ,Neend ,ura deti hain Aankhen, SAGAR shukar hai , Khuda ne Ata ki , Aankhon ki Neamat humain, Dard -o-Gham ,sare Dil ke , Chupa deti hain Aankhen IP : 182.182.106.249 |