|
May 15, 2013 - 02:31 AM Amna Imran - amna@hotmail.com yea ankh ronain mki shidat say lal thori hai. malal hai magar itna malal thori hai. bas apnain waastay hi fikar mand rahain sab log. yahan kisi ko kisi ka khayal thori hai. paron ko kaat dia hai uraan say pahlay. yea khof e hijar hai shoq e wisaal thori hai. jawab yea hai k ab koi bhi jawab nahi. sawal yea hai k ab yea sawal thori hai. maza to tab hai k haar kar bhi hasti rahon. IP : 182.182.14.94 |