|
May 13, 2013 - 03:02 AM sanam saeed - sanam@hotmail.com tumhare waqt ki mai qadar karti hu mera har pal mai tumhare nazar karti hu janti hu tumhe hazarau kaam hain masruf tumhare har din aur sham hain thora sa waqt apna mere bhi naam karo bahut zyada na sahi mere naam ek sham karo kuch mohabbat ki batein aur kuch ched chad karo meri har sham ko sanam tum yaadgar kar IP : 182.182.94.95 |