|
May 13, 2013 - 02:55 AM aisha imran - aisha@gmail.com Kabhi meharban tha to kabhi anjaan tha, Mera weham tha ya wo mera guman tha, De kar zakham wo marhum rakhta tha Ban raha tha ya waisay hi itna nadan tha, Mujh se bichar gaya tha wo ik rat, Wo shakhs Jo meri pehchan tha, Kash k wo mil jate hum ko humdam, Kitna is dil ko is baat ka armaan tha, Khuda ko chahtey to kuch mil be jata humein, Hum ne chaha jis ko wo ek insan tha. IP : 182.182.94.95 |