|
May 13, 2013 - 02:35 AM Aneela khan - aneela@hotmail.com Na shikayatain na gila kary, koi aisa shakhs huwa kary, jo meray liay hi saja kary, mujh hi sey batain kia kary, kabhi roye jay who baypanah, kabhi baytahasha udaas ho, kabhi chupkey chupkey dabey qadam, meray pechhay aa ker hansa kery, meri qurbtain meri chahtain, koi yaad kary qadam qadam main taweel safar mein hoo agar, meri wapsi ki dua kary, IP : 182.182.125.63 |