|
May 09, 2013 - 01:19 AM mahira khan - mahira@hotmail.com ankhon me ansu phir bhi hotho par muskaan kyu hai ? kyu dohri zindagi jite hai hum,akhir har koi pareshaan kyu hai? gulshan hai agar safar zindagi ka to phir iski manzil shamshan kyu hai? jab judai hi hai payar ka matlab to phir payar karne wala hairaan kyu hai? acha karm karna h zindagi agar to burai ka rasta itna asaan kyu hai? agar jina hi h marne ke like to phir zindagi ek vardan kyu hai ? jo kabhi na milega usse hi lag jata hai dil, akhir ye dil itna nadan kyu hai ? ******************************** IP : 182.182.60.231 |