|
May 08, 2013 - 03:24 AM aalia ali - aalia@gmail.com Aankh se aankh milaa, baat banaata kyun hai Tu agar mujhse khafa hai to chupaata kyun hai Ghair lagta hai, na apno ki tarah miltaa hai Tu zamaane kee tarah mujhko sataata kyun hai Waqt ke saath haalaat badal jaate hain Ye haqeeqat hai magar mujhko sunaata kyun hai Aik muddat se jahan qaafile guzre hi nahin Aisi raahoN pe chiraaghon ko jalaata kyun hai. IP : 182.182.78.184 |