|
May 07, 2013 - 12:16 AM Amna Imran - amna@hotmail.coma Us nay kaha k hm b kharidar ho gayeh,biknay ko sary log hi tayar ho gayeh, Us nay kaha k 1 wafa dar chahiyeh,saray jahan k log wafadar ho gayeh, Us nay kaha k koi gunahgar hay yahan,jo par sa thay wo b gunahgar ho gayeh, Us nay kaha k aajez o miskin hay koi,sab log grd kocha o bazar ho gayeh, Us nay kaha WASI mera hath thamna,charo tarf say hath namo dar ho gaye. IP : 182.182.59.186 |