|
May 07, 2013 - 12:09 AM shahida saad - shahida@yahoo.com Ginno na zakhm na dil se Azziyatain pocho Jo ho skay to hareefo ki Niyatain pocho Hawa ki simt na dekho'ossy to aana hy Charagh.e.aakhr shab se Wasiyatain pocho Ujr chuky ho to ab khud ye sochna kesa Kaha tha kis ne k os ki Mashiyatain pocho Sina pe saj gye lekin jhuky na sr apny Sitm garo se hmmari Himatain pocho Hazar zakhm saho phir bhi chup raho MOHSIN Nahi zaror k yaro ki Niyatain pocho. A'M'K IP : 182.182.59.186 |