|
May 06, 2013 - 01:02 PM nida yasir - nida@ymail.com Muhabat ko tum meri manzil bana do, Mujhe apni chahat k qabil bana do, Tumhare siwa main kisi ko na chahun, Mujhe her baat se gafil bana do, Meri dharkanon main tamana jaga ker, Her pal ko khushi ka hasil bana do, Bari umar guzri hai betabiyon main"WASI" Main toofan hun mujh ko sahil bana do..! IP : 182.182.6.159 |