|
May 06, 2013 - 12:49 PM zobia salem - zobia@gmail.com Ishq Karta hai to din raat usay socna hai aur kuch zehan mein aaya to khasara ho ga yeh jo pani mein chala aaya sunheri sa garoor us ne darya mein kahin paun utara ho ga kaun rota hai yahan raat k sunaton mein mere jaisa he koi hijar ka mara ho ga mujh ko maloom hai junhi main qadam rakhun ga Zindgi tera koi aur kinara ho ga Jo meri Ruh mein badal se garjtay hain WASI us ne seenay mein koi dard utara ho ga kaam mushkil hai magar jeet he loon ga us ko Mere Mola ka Wasi junhi Ishara Ho ga ........ IP : 182.182.6.159 |