|
May 06, 2013 - 09:35 AM anum ali - anum@yahoo.com raat ko jab bhi tu nindon ke safar par jati marmari haath ka ik takiyaa banaya karti main tere kaan se lag kar kai baten karta teri zulfon ko tere gaal ko chuma karata jab bhi tu band qaba kholane lagati jana apani aaNkhon ko tere husn se khera karta mujh ko betaab saa rakhta teri chahat ka nasha main teri ruuh ke gulashan mein mahkata rahta main tere jism ke aaNgan mein khanaktaa rahta kuch nahin to yahi benam saa bandhan hotaa kaash main tere hasin haath kaa kangan hotaa wasi shah IP : 182.182.10.16 |