|
May 05, 2013 - 12:33 AM aasma wahid - aasma@hotmail.com Ab tu mumkin he nahe us se mulaqat wasi Ab tu arooj pe puhanchi hai us ke zaat wasi wohe waday hain aur rasmon ke zanjeer baqi kab badlalty hain zamanay ke riwayaat wasi Aik woh thay keh ek doosray ko sochtay they ham Ab miltay nahe donon k khayalaat wasi Mairy har subha ka aghaaz tairay naam se ho tairy yadon main kat’ti mairy har ek raat wasi Tum kahan aur mairay peyar ka meayaar kahan? Wo kitnay saadgi se kar gea yeah baat wasi IP : 182.182.14.105 |