|
May 05, 2013 - 12:26 AM saheefa saad - sofi@hotmail.com Ab jo bichray hain toh ehsaas hua hai hum ko Dard kya hotah hai tanhai kisay kehtay hain Char so gunjti ruswai kisay kehtay hain Ab jo bichray ko ehsaas hua hai hum ko Koi lamha ho tere yaad mai kho jatay hain Ab toh khud ko bhe muyassar nahi aaa patay hain Raat ho din ho tere pyar mai hum behtay hain Dard kya hotah hai tanhai kisay kehtay hain Ab jo bichray hain toh ehsaas hua hai hum ko Woh jo ghum aye usay dil pay saha kertey thay aik saith hum mil ker raha kertey thay Ab akelay he zamanay ke sitam sehtay hain IP : 182.182.14.105 |