|
May 05, 2013 - 12:20 AM batool fatima - batool@hotmail.com kabhi to us ki hansi ko zawal hona hay milay gi hum ko bhi apne naseeb ki khushiyaan baas intizaar hay kaab yeh kamal hona hay har shaks chalay ga humari rahoon per mohabatoon main humahin woh misaal hona hay Zamana jis k kham-o-peech main olajh jaye humari zaat ko aisa sawal hona hay Wasi" yaqeen hay mujh ko woh lout aye ga usay bhi apne kiye ka malal hona hay IP : 182.182.14.105 |