|
March 30, 2013 - 08:31 AM Madiha Javed - madiha.javed@gmal.com Paikar tha wafa ka Muhabat ka Khuda ka ! Wo shahks zamany sa sab sa hi juda tha Chaahat kay hazanay thay har lafz main us kay Daaman mera us na duaoon sa bhara tha Mujh ko naheen dekha us na karhee dhoop sa choo kar Baba mera duniya main mujhe aisa jo mila tha Fikrain na zamanay ki kabhi pass bhi aeen ! har dard meri hasti sa darta hi raha tha Jab tak saansoon ka basaira mera baba Tab tak main ghamoon sa bachta hi raha Us shaam ki hudat meray dil sa naheen jaati Jis shaam tera saya meray saye sa utha tha IP : 175.110.188.223 |