|
March 30, 2013 - 05:00 AM Madiha Javed - madiha.javed@gmal.com Naa koi rabt hai baaqi na koi raabta rakha Bicharnay walay sa hum na na koi waasta rakha ! Mufqil kar diye us na sab dareechay Muhabat kay Main jis par chal kay aajaon na koi raasta rakha Sabhi rishtay Bhula bethay magar na koi hosla toota Huda kay baad to bas tha kay tumhara aasra rakha Kabhi madham nahi hotay tumhaari yaad kay jugnoo Hujoom e Gham main bhi rowaan hum na ye kaafla rakha Kinaaray lag gaya wo to muahabat bhool betha hai Mujhe ronda usi na hai kay jis nay Na khudaar rakah Kay jaisay saans chalti hai jaisa dil darhatka hai Tumhaari yaad sa hum na kuch aisa silsila rakha hai ! IP : 175.110.188.223 |