|
March 26, 2013 - 12:13 PM Javed Hero - javed.hero@hotmail.com Kabhi ghar se nikal kar tum ne Sarma ki thitharti chandni shab mein Akelay chand ko dekha? Kabhi sunsaan bagho地 mein Kisi tanha rawish per chalty chalty, chand se pucha K wo tum se ziada muztarib kyun hai? Magar tum! Band kamray k makee地! Khuwabo地 k shehzaday! Nikal kar garm kamray se Kahan jao gay adhi raat ko sunsan bagho地 mein? Akelay chand se batain tou wo mazloom karty hain Jinhain ghar k deewar-o-dar bhi Dhatkaar daity hain Jinhain apni awaazo地 k khnjar Maar detay hain! IP : 175.110.52.171 |