|
June 06, 2008 - 07:43 PM Sara Badami Bagh Lahore - sarasaeed897@hotmail.com Khamoshi se bikharna aa gaya hai Humain ab khud ujrna aa gaya hai Kisi ko bewafakehte nahin hum Humain b ab badlna aa gaya hai Kisi ki yaad main rotay nahin hum humain chupchap jeena aa gaya hai Chulabon ko tum apne pas hi rakho humain kanton pe chalna aa gaya hai IP : 195.242.99.184 |