|
May 07, 2013 - 05:42 AM ali murtaza - alimurtaza@hotmail.com Wo mujhy nad’an aur khod ko aqal-mand samjhta hai Ajeeb shaks hai khod ko khuda samjhta hai Mujh ko fareb dey ker boht khosh hai Wo khod ko bara mahir samjhta hai Mein to is ki badnami’yon sey chup hun Aur wo khod ko bara taqat-wer samjhta hai Mera qurban hona bhi kuch kam na aya ‘Gul’ Wo to mujh ko both haqeer samjhta hai IP : 180.178.169.95 |