Delete Confirmation

May 03, 2013 - 08:26 AM
azam butt
- azambutt@yahoo.com

Kaho ab kia
kahoon tum se,
Batao kia likhoon tum ko,
Mujhay tamheed do koi,
Mujhay umeed do koi,
Naya ik lafz ho koi,
Jahaan say bat chal niklay,
Meri mushkil ka hal niklay,
Batao lehja kaisa ho ?
Keh tum se baat karni hai,
Mujhay thorra ujala do,
Basar ik raat karni hai,
Tum apni
"roshan ankh��n" ko agar kholo to mein likhoon,
Kaho ab kia irada hai ?
Mujhay izhar karna hai,
Kih betabi ziada hai.......
Kih betabi
ziada hai............!

IP : 39.55.194.92
Admin password :

» Delete all records that using this IP : 39.55.194.92