|
May 03, 2013 - 08:24 AM salman khan - salmankhan@hotmail.com main nay kaha k mere liye kuch dua karo, "us nay kaha k dua pay na takiya kia karo; *Main ne kaha k zahn pay rehta ha bojh sa, "Us ne kaha k chup k kahi ro liya karo, *Main ne kaha k dost nibhaye gay mera sath? "Us ne kaha k waqt pay ye tajraba karo. *Main ne kaha k asl ki mujh ko talash ha. "Us ne kaha k apna ta'aqub kia karo, *Main ne kaha k shehar may tashheer ho gae, "Us ne kaha k apni hadon may raha karo.. IP : 39.55.194.92 |