April 11, 2013 - 09:00 AM Saba Saeed - saba.saeed@yaho.com Hazrat Ali (R.A) Farmate hain Jo shaks apne sab kaam Khudae Pak ke sapord kar deta hai Allah Tallah oss ko kamiabi ki rahein bata deta hai. Or jo shaks Khudae Pak ki hidayat Par chalna chahta hai Allah Tallah osse hidayat or rehnumai farmata hai Jo shaks Khudae Pak ko qarz deta (Oss ki rah mein maal kharch karta) hai Allah Tallah oss ko oss ka badla or jaza inayat farmaye ga Jo shaks Khudae Pak se sawal karta or apni hajatein mangta hai. Allah Tallah oss ki hajatoon ko pora farma deta hai. Jo shaks logon se jhagra fasad rakhta hai. Oss ke dushman ziada ho jate hain Jo shaks ziada jhoot boolta hai. Oss ki ezat or ronaq kam ho jati hai. IP : 139.190.91.215 |