|
March 25, 2013 - 01:00 PM Nazish Ayaz - nazish.g@hot.com Shikwa-e-ashq nahi Jurat-e-guftar nahin mary hathon main jabar ki talwar nahin Ibn-e-Adam hun insan se Mohabat ki hai Aag ka chand ka Pathar ka paristar nahin ae khuda mujh ko meri Ibadat k badly Mohabat de de Main teri kisi b jannat ka kharidar nahin jis ne insan se mohabat hi na ki ho wo dar haqiqat khuda ka b talabgaar nahin IP : 175.110.187.235 |